Saturday, October 23, 2010

Diya Apki Dahleez Pe Har

ankhon mein koi hazaro sapne sajaye hai
dil mein chahat ke deep jalaye hai
ae khuda poora ho har sapna unki nigahon ka
jo is waqt mere sms par nazar jamaye hai

*****

apni neend se hume pyaar behisaab hai
apni neend se hume pyaar behisaab hai
kyunki unhone kaha tha ki
humein pana tumhare liye khwaab hai

*****

diya apki dahleez pe har roz jala kare
phool aap ke aangan mein har dum khila kare
aap ka safar ho itna hansi ki
khushi aap ke sath har pal chala kare

No comments: